Ek Do Teen
Awara
Lyrics
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Raat ko chup chupke milna
Duniya samjhe paap re ... paap re
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Yeh madmast jawani hai
Yeh madmast jawani hai
Tere liye yeh deewani hai
Doobke is gehraai mein
Doobke is gehraai mein
Dekh re kitna pani hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Kyun tu mujhe thukrata hai
Kyun tu mujhe thukrata hai
Mujhse nazar kyun churata hai
Loot le duniya teri hai
Loot le duniya teri hai
Pyar se kyun ghabrata hai
Ek do teen aaja mausam hai rangeen
Aaja ek do teen aaja mausam hai rangeen
Watch Video