Lyric4U
Ek Din Jhagda Ek Din Pyar

Platform

Watch Video
Lyrics
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar achha lagta hai

Dil mein haan lab pe inkaar
Dil mein haan lab pe inkaar achha lagta hai

Jab tak na ho poori dil ki har baat adhoori hai
Pyar mein jaanejana thodi takraar zaroori hai

Paas kabhi door chale jaane mein
Aaye maza roothne manane mein
Muskurake yaar ko rulane mein
Aaye maza chhedne satane mein
Gusse mein haske ikraar achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Ek din jhagda ek din pyar achha lagta hai
Dil mein haan lab pe inkaar
Dil mein haan lab pe inkaar achha lagta hai
Ek din jhagda ek din pyar
Har pal saath rahe hum, do char din ki judaai ho
Ho sada hungama thodi si kabhi tanhai ho

Chaha tujhe chand mulaqaton mein
Khoya raha main toh teri baaton mein
Leke tera haath mere haathon mein
Soye kabhi jaage jawan raaton mein
Chori se chupke deedar achha lagta hai