Ek Chumma Tu Mujhko
Chhote Sarkar
Lyrics
Bahut suna takraar tumhara ab inkaar na karna
Joh maangun woh haske dede mar jaunga varna
Arre mar jaunga varna
Uff, kya chahiye baba?
Chumma, chumma, chumma chumma chumma
Ek chumma tu mujhko udhar dai de
Ek chumma tu mujhko udhar dai de
Ek chumma tu mujhko udhar dai de
Aur badle mein, aur badle mein UP Bihar lai le
Aur badle mein UP Bihar lai le
Meri chhamiya, o meri chhamiya tu haan mein jawab dai de
Meri chhamiya tu haan mein jawab dai de
Aur badle mein, aur badle mein Delhi Punjab lai le
Aur badle mein Delhi Punjab lai le
Pehle adaon ki bijli giraye
Main paas aaun toh nakhre dikhaye
Pehle adaon ki bijli giraye
Main paas aaun toh nakhre dikhaye, nakhre dikaye
In hothon ke do char jaam dai de
In hothon ke do char jaam dai de
Aur badle mein, aur badle mein Bangal Assam lai le
Aur badle mein Bangal Assam lai le
Samjhegi tu joh na dil ka ishara
Jayega phir kahan aashiq tumhara
Samjhegi tu joh na dil ka ishara
Jayega phir kahan aashiq tumhara, aashiq tumhara
Mere haathon mein tu apna haath dai de
Mere haathon mein tu apna haath dai de
Aur badle mein, aur badle mein Bambai Gujarat lai le
Aur badle mein Bambai Gujarat lai le
Na sona chandi na jagir maangi
Na tera dil na hi tasveer maangi
Na sona chandi na jagir maangi
Na tera dil na hi tasveer maangi, tasveer maangi
Meri jaan mujhko bas apna pyar dai de
Meri jaan mujhko bas apna pyar dai de
Aur badle mein, aur badle mein sara sansar lai le
Aur badle mein sara sansar lai le
Hey chhamiya, arre chhamiya humein jawab toh dai de
Ok bye, arre haske
Watch Video