Ek Chumma
Housefull 4
Lyrics
O madam goggle waali
Don't go yoon deke gaali
O madam goggle waali
Don't go yoon deke gaali
Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan pooch le saamne janta hai
Ek chumma, ek chumma, ek chumma toh banta hai
Ek chumma, ek chumma, ek chumma toh banta hai
Meri jaan idhar udhar daale kyun mujhpe nazar
Mujhe toh lage lage teri fitrat se darr
Jaanu main jaanu jaanu teri sari saazishein
Poori na hongi hongi teri farmaishein
Wallah ... teri hasratein
Wallah ... teri harqatein
Wallah ... teri fitratein
Wallah, wallah, wallah, wallah
O oonchi sandal waali
Taali pe maar taali
O oonchi sandal waali
Taali pe maar taali
Haan gundon se chhudaya hai
Maine tujhe bachaya hai
Haan pooch le saamne janta hai
Ek chumma, ek chumma, ek chumma toh banta hai
Ek chumma, ek chumma, ek chumma toh banta hai
Yeh sitam tera tera tera hai manzoor re
Yeh bata mera mera mera kya kusoor re
Tujhe kyun apni jawani ka hai guroor re
Teri aankhon mein chaya chaya hai suroor re
Wallah ... teri jafaa
Wallah ... mujhe hai pata
Wallah ... na kar khata
Wallah, wallah, wallah, wallah
O madam kajal waali
Mujhe na samajh mawali

Watch Video