Lyric4U
Ek Bewafaa Hai

Bewafaa

Watch Video
Lyrics
Yoon nafrat se na kaaton ko dekho, kaam aayenge
Phakat phoolon ae gul dosti achi nahi hoti
Mera dil jis dil pe fida hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Haan mohabbat ki yeh saza hai
Haan mohabbat ki yeh saza hai
Tu bewafaa hai tu bewafaa hai
Tu bewafaa hai tu bewafaa hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Haan bewafaa hai ek bewafaa hai
Koi sheesha agar toote badi awaaz hoti hai
Magar dil toot jaane ki sada koi nahi sunta
Main deewana main deewana
Main deewanapan karta hoon
Uski yaadon mein jeeta hoon
Uski chahat mein marta hoon
Kya haal hai mere is dil ka
Bedard hai woh kya jaanegi
Main lakh usse samjhaunga
Phir bhi na kehna manegi
Kitni zalim uski ada hai
Kitni zalim uski ada hai
Woh bewafaa hai tu bewafaa hai
Haan bewafaa hai ek bewafaa hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Haan bewafaa hai ek bewafaa hai
Usse bhi neend na aaye, woh bhi jaage tamaam raat
Woh bhi kisi ke pyar mein tadpe khuda kare
Usne mujhko tadpaya hai
Main bhi usko tadpaunga
Main aaj bhari is mehfil mein
Usko rusva kar jaunga
Ek aag lagi hai saanson mein
Ek bechaini hai aahon mein
Woh sar jhukaye baithi hai
Dekho gairon ki baahon mein
Har ghadi mujhe jiska nasha hai
Har ghadi mujhe jiska nasha hai
Ek bewafaa hai woh bewafaa hai
Haan bewafaa hai tu bewafaa hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Mera dil jis dil pe fida hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Ek bewafaa hai ek bewafaa hai
Haan mohabbat ki yeh saza hai
Haan mohabbat ki yeh saza hai
Tu bewafaa hai tu bewafaa hai
Tu bewafaa hai tu bewafaa hai
Watch Video