Lyric4U
Ek Bata Do Do Bate Char

Kalicharan

Watch Video
Lyrics
Ek bata do, do bate char
Ek bata do, do bate char
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Nahi bata hai, nahi batega ... o o o
Mummy daddy ka pyar, mummy daddy ka pyar
Ek bata do, do bate char
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Nahi ambar sa koi daata
Nahi dharti sa koi daani
Nahi dharti sa koi daani
Nahi daddy sa koi raja
Aur mummy si koi rani
Aur mummy si koi rani
Har papa ki har bete se aage chale kahani
Aage chale kahani
Nahi bata hai, nahi batega ... o o o
Mummy daddy ka pyar, mummy daddy ka pyar
Ek bata do, do bate char
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Bhagwan hai arz hamari
Na roothe daya tumhari
Na roothe daya tumhari
Hum nanhe nanhe balak
Hum mein mamta laage pyari
Hum mein mamta laage pyari
Mata pita na bichade chahe bichade duniya sari
Chahe bichade duniya sari
Nahi bata hai, nahi batega ... o o o
Mummy daddy ka pyar, mummy daddy ka pyar
Mummy daddy ka pyar, mummy daddy ka pyar
Ek bata do, do bate char
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Ek bata do, do bate char
Choti choti baaton mein bat gaya sansar
Watch Video