Ek Baar Toh India
Jeena Sirf Merre Liye
Lyrics
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Tu mujhko aazmake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Tu mujhko aazmake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Haan ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Hai Taj Mahal India mein
Hai Qutub Minar India mein
Chandni Chowk India mein
Mausam ki bahaar India mein
Laila Majnu India mein
Sohni Mahiwal India mein
Betaab hai dil India mein
Madmast khayal India mein
Ho jayega qaraar
Ho jayega re pyar
Ho jayega qaraar
Ho jayega re pyar
Tu mujhko aazmake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Haan ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Ghunghru payal India mein
Mann ka sangeet India mein
Ganga Jamuna India mein
Chahat ke geet India mein
Bhangra garba India mein
Masti ka khumaar India mein
Phagun ke gulaab India mein
Saare tyohaar India mein
Kar mera aitbaar
Ho jayega re pyar
Kar mera aitbaar
Ho jayega re pyar
Tu mujhko aazmake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Haan ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Sach main kehti hoon yaar
Ho jayega re pyar
Tu mujhko aazmake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Haan ek baar to India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Ek baar toh India aake dekh na
Kisi Indian se dil lagake dekh na
Watch Video