Dum Bhar Joh Udhar Munh Phere
Awara
Lyrics
Dum bhar joh udhar munh phere
Dum bhar joh udhar munh phere, o chanda
Main unse pyar kar loongi
Baatein hazaar kar loongi
Dum bhar joh udhar munh phere, o chanda
Main unse pyar kar loongi
Baatein hazaar kar loongi
Dil karta hai pyar ke sajde
Dil karta hai pyar ke sajde
Aur main bhi unke saath
Chand ko chanda roz hi dekhe
Meri pehli raat ho meri pehli raat
Baadal mein ab chup ja re, o chanda
Main unse pyar kar loongi
Baatein hazaar kar loongi
Dum bhar joh idhar munh phere
Dum bhar joh idhar munh phere, o chanda
Main unse pyar kar loonga
Nazarein do chaar kar loonga
Main chor hoon, kaam hai chori
Main chor hoon, kaam hai chori
Duniya mein hoon badnaam
Dil ko churata aaya hoon main
Yehi mera kaam ho yehi mera kaam
Aana tu gawaahi dene, o chanda
Main unse pyar kar loonga
Nazarein do chaar kar loonga
Dil ko churake kho mat jaana
Dil ko churake kho mat jaana
Raah na jaana bhool
In kadamo se kuchal na dena
Mere dil ka phool ho mere dil ka phool
Yeh baat unhe samjha de, o chanda
Main unse pyar kar loongi
Baatein hazaar kar loongi
Dum bhar joh idhar munh phere, o chanda
Main unse pyar kar loonga
Nazarein do chaar kar loonga
Dum bhar joh udhar munh phere
Watch Video