Lyric4U
Dooriyan

Love Aaj Kal (2009)

Watch Video
Lyrics
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Humrahon ki dooriyan
Fanna ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai, door hai
Kyun koi jaane na, koi yahan pe
Aa raha paas ya door main
Ja raha jaanu na main hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Humrahon ki dooriyan
Fanna ho sabhi dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Kabhi hua yeh bhi, khali raahon pe bhi
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta mere dil yeh
Khali khali haath
Yeh bhi hua kabhi, jaise hua abhi
Tujhko sabhi mein pa liya
Tera mujhe kar jaati hai dooriyan
Satati hai dooriyan
Tarsati hai dooriyan
Fanna ho sabhi dooriyan
Kaha bhi na maine, nahi jeena maine
Tu joh na mila
Tujhe bhoole se bhi, bola na main yeh bhi
Chahoon fasla
Bas fasla rahe, banke kasak joh kahe
Ho aur chahat yeh jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan
Begaani hai dooriyan
Hat jaani hai dooriyan
Fanna ho sabhi dooriyan
Kyun koi paas hai, door hai
Kyun koi jaane na, koi yahan pe
Aa raha paas ya door main
Ja raha jaanu na main hoon kahan pe
Yeh dooriyan
In raahon ki dooriyan
Nigahon ki dooriyan
Humrahon ki dooriyan
Fanna ho sabhi dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Yeh dooriyan
Watch Video