Lyric4U
Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahani

The Great Gambler

Watch Video
Lyrics
Do lafzon ki hai dil ki kahani
Ya hai mohabbat, ya hai jawani
Do lafzon ki hai dil ki kahani
Ya hai mohabbat, ya hai jawani
Dil ki baaton ka matlab na poocho
Kuch aur humse bas ab na poocho
Dil ki baaton ka matlab na poocho
Kuch aur humse bas ab na poocho
Jiske liye hai duniya deewani
Ya hai mohabbat, ya hai hai jawani
Yeh kashti wala kya gaa raha tha
Koi isse bhi yaad aa raha tha
Yeh kashti wala kya gaa raha tha
Koi isse bhi yaad aa raha tha
Kisse purane, yaadein purani
Ya hai mohabbat, ya hai jawani
Is zindagi ke din kitne kam hai
Kitni hai khushiyan aur kitne gham hai
Is zindagi ke din kitne kam hai
Kitni hai khushiyan aur kitne gham hai
Lagja gale se rut hai suhani
Ya hai mohabbat, ya hai jawani
Do lafzon ki hai dil ki kahani
Ya hai mohabbat, ya hai jawani
Watch Video