Din Sara Guzara Tore Angna
Junglee
Lyrics
Din sara guzara tore angna
Ab jane de mujhe more sajna
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
O mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Aasaan hai jana mehfil se
O kaise jaoge nikalkar dil se
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
O dilbar dil toh kahe teri raahon ko rok loon main
O dilbar dil toh kahe teri raahon ko rok loon main
Aayi birha ki raat ab batlade kya karoon main
Aayi birha ki raat ab batlade kya karoon main
Yaad aayegi yeh baatein tumhari
Tadpegi mohabbat hamari
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Din sara guzara tore angna
Ab jane de mujhe more sajna
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
O mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Main dharti tu aasmaan, meeri hasti pe chha gaya tu
Main dharti tu aasmaan, meeri hasti pe chha gaya tu
Seene ke surkh baag mein dil banke aa gaya tu
Seene ke surkh baag mein dil banke aa gaya tu
Ab rehne de nigahon mein masti
O basa li maine khwaabon ki basti
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
O mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Hoye mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Mere yaar shabba khair
Watch Video