Lyric4U
Dil Tod Ke Na Ja

Pyaar Ke Side Effects

Watch Video
Lyrics
Dreams of love
Forever young
Fire within burns inside
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Ishq hove na hove na bereham bewajah
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
(Sargam)
Toota toota dil haaye haaye, rootha rootha rab
Humne hai jaana ab kya hai pyar ka sabab
Basa kiska jahaan hua shaad koi kab
Jitno ke lage dil roye sab ke sab
Yahi hota hai aaya, pyar ka hai sarmaya
Yahi hota hai aaya, pyar ka hai sarmaya
Tap tapke hi hoga sona bhar ka khara
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Passion, possession, jealousy, obsession
Side effects of love
The defects of love
Sang sang chalne ki kaisi todi hai kasam
Phir baatein manzilon ki aji chhodiye sanam
Ek baar nahi dekha peeche mudh aapne
Ussi mod pe khade hai mere tanha kadam
Naya nashtar koi laaye, hum hi pe aazmaye
Hum hi pe aazmaye, naya nashtar joh laaye
Diye pehle zakhm wohi kaafi nahi kya
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Ishq hove na hove na bereham bewajah
Dil tod ke na ja, na ja, na ja, na ja, na ja
Muh mod ke na ja, na ja, na ja, na ja, na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Dil tod ke na ja, muh mod ke na ja
Watch Video