Lyric4U
Dil Tera Deewana

Raghuveer

Watch Video
Lyrics
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Meri jaanejaana mere paas aana
O meri jaanejaana mere paas aana
Apne aashiq ko tadpake na jaana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Mere jaanejaana mere paas aana
O mere jaanejaana mere paas aana
Apni jaanam ko tadpake na jaana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Kiya hai pyar kiya hai
Maine ikraar kiya hai
Meri jaan raat khwaabon mein tera deedar kiya hai
Aji kya khoob mila hai
Jawaan mehboob mila hai
Meri dhadkan ki jawani, meri chahat ka sila hai
O samma hai suhana bada aashiqana
O samma hai suhana bada aashiqana
Aise mausam mein tu mujhko behka na
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Tera jalwa nigahon mein
Tujhe maanga duwao mein
Meri jannat meri duniya mere dilbar ki baahon mein
Zameen hai asmaan tu hai
Jahan dekhun wahan tu hai
Kitaab-e-ishq mein humdum meri toh dastaan tu hai
Jaane jaane zamana ishq sadiyon purana
Jaane jaane zamana ishq sadiyon purana
Diya maine tujhe chahat ka nazrana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Chori chori tera mera ban gaya afsana
Meri jaanejaana mere paas aana
O mere jaanejaana mere paas aana
Apne aashiq ko tadpake na jaana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Dil tera deewana hai dil tera deewana
Watch Video