Dil Pe Chaane Laga
Kya Yehi Pyaar Hai
Lyrics
Kya yehi pyaar hai
Kya yehi pyaar hai
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab toh aane laga hai mazaa pyaar ka
Bekhudi chaa gayi
Bekhudi chaa gayi, aashiqui aa gayi
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab toh aane laga hai mazaa pyaar ka
Meri, meri nazar mein jaadu, jaadu basa hai
Meri har ek ada ka tu hai tu hai deewana
Jaadu, jaadu toh tera mujhpe, mujhpe chala hai uske
Uske asar se main hoon main hoon deewana
Tu bata de zara
Tu bata de zara yeh tujhe kya hua
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab toh aane laga hai mazaa pyaar ka
Chanda, chanda sa jaana tera, tera badan hai uspe
Uspe qayamat tera yoon hi sharmana
Tera, tera sanam yeh kaisa deewanapan hai tune
Tune banaya yoon hi kaisa afsana
Pal mein dil yeh gaya
Pal mein dil yeh gaya kuch pata na chala
Kya yehi pyaar hai dil zara tu bata
Dil pe chaane laga hai nasha pyaar ka
Ab toh aane laga hai mazaa pyaar ka
Watch Video