Dil Ne Kar Liya Aitbaar
Humraaz
Lyrics
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigaahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Mauka dil ne diya hi nahi
Pyar hua kab pata nahi
Banke muqadar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigaahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Leja dil pardesi
Leja dil pardesi
Chain ho tum, aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subah shaam ho tum
Jaan meri pehchaan ho tum
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh adayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Jab se mile ho mujhe o jaan-e-jana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagana
Yeh nigaahein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Dil ne kar liya aitbaar
Humko ho gaya tum se pyar
Watch Video