Dil Na Diya
Krrish
Lyrics
O baby
Dil na liya
Dil na diya
Dil na liya dil na diya toh bolo na bolo kya kiya

Aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya

Tune chaand pe bhi hai jamaye kadam, dariya mein bhi ghar hai banaya
Par kya tune ek rote huye insaan ko hai hasna sikhaya
Upar wala bhi haske ek din tumse yeh poochega
Dil na liya dil na diya toh bolo na bolo kya kiya
Dil na liya dil na diya toh bolo na bolo kya kiya
Aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
Aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
Yeh jeevan bhi ek circus hai, abhi seedhe the abhi ulte
Jisse pyar mila woh seedha hua varna latke toh latke
Bas itni si baat hai sachi tu bhi isko maan le
Dil na liya ... liya
Dil na diya ... diya
Dil na liya dil na diya toh bolo na bolo kya kiya
Aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
Aake duniya mein bhi agar pyar na kiya toh kya kiya
One more time
Dil na liya
Dil na diya
Dil dil pyar pyar, dil dil pyar pyar
Watch Video