Dil Meri Na Sune
Genius
Lyrics
Maine chhaani ishq ki gali
Bas teri aahatein mili
Maine chaha chahun na tujhe
Par meri ek na chali
Ishq mein nigaahon ko milti hai baarishein
Phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
Dil meri na sune dil ki main na sunun
Dil meri na sune dil ka main kya karun
Dil meri na sune dil ki main na sunun
Dil meri na sune dil ka main kya karun
Laaya kahan mujhko yeh moh tera
Raatein na ab meri, na mera savera
Jaan lega meri yeh ishq mera
Ishq mein nigaahon ko milti hai baarishein
Phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
Dil meri na sune dil ki main na sunun
Dil meri na sune dil ka main kya karun
Dil meri na sune dil ki main na sunun
Dil meri na sune dil ka main kya karun
Dil toh hai dil ka kya gustakh hai yeh
Darta nahi pagal bebaak hai yeh
Hai raqeeb khud ka hi ittefaq hai yeh

Watch Video