Dil Mera Muft Ka
Agent Vinod
Lyrics
Phenke nazar ke sikke usne
Bik gayi hoon main
Usne joh chhu liya toh, haaye
Lage ke nayi hoon main
Yoon toh premi pachattar hamare
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Khamakha hi taraste bichare
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Dil mera muft ka
Teri nazron ka kaisa hai chhalawa
Teri nazron ka kaisa hai chhalawa
Hai yeh sach ya ki yeh bhi hai dikhawa, dikhawa
Nazron ka kaisa hai chhalawa
Hai yeh sach ya ki yeh bhi hai dikhawa
Dil ke dukandaar hai doosre bhi
Hum thoda achhe hai woh hai farebi
Ni main kamli kamli, ni main kamli kam
Dil ke dukandaar hai doosre bhi
Hum thoda achhe hai woh hai farebi
Mehenga hai dil sabke bas ka nahi yeh
Bikna hai par teri khaatir mujhe bhi
Aaj bazar hi bik gaya re
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Yoon toh premi pachattar hamare
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Ni main kamli kamli, ni main kamli kam
Ni main kamli kamli, ni main kamli kam
Socha tumhara bhi dil hum khareedein
Kya daam hai bolo, kaato raseedein
Socha tumhara bhi dil hum khareedein
Kya daam hai bolo, kaato raseedein
Phir tumse karwa le jaisa bhi chahun
Nazarein tumhari meri haazri de
Par tumhari hoon nazron se haare
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Yoon toh premi pachattar hamare
Leja tu kar satattar ishaare
Dil mera muft ka
Dil mera muft ka
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Hai naiyo soneya tere bin guzara
Watch Video