Lyric4U
Dil Mera Churane Laga

Angrakshak

Watch Video
Lyrics
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Pyar jab hota hai neend udh jaati hai
Roz akele mein teri yaad aati hai
Jaanejana yeh deewana pyar tera
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Hosh aa raha hai, chain jaa raha hai
Mujhpe chahaton ka rang chha raha hai
Yaar zara palakon mein tu chupana, chupana, chupana
Teer chal rahe hai, dil machal rahe hai
Aag bekhudi ki premi jal rahe hai
Yeh bhi kaisa jaadu hai tu batana, batana, batana
Chain churake kyun aankh churati hai
Meri hi saanson mein dard jagati hai
Jaanejana yeh deewana pyar tera
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Hai samma suhana aa kareeb aana
Main likhun labon pe ik haseen fasana
Chhod meri baahon ko tu satana, satana, satana
Hai abhi zaroori thodi thodi doori
Teri aarzu toh main karungi poori
Maan meri baaton ko na jalana, jalana, jalana
Tanhaai aise kyun tadpati hai
Koi sada har pal paas bulati hai
Jaanejana yeh deewana pyar tera
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Pyar jab hota hai neend udh jaati hai
Roz akele mein teri yaad aati hai
Jaanejana yeh deewana pyar tera
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Dil mera churane laga
Raaton ko jagane laga
Watch Video