Lyric4U
Dil Le Gayi Teri Bindiya

Vishwatma

Watch Video
Lyrics
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Arre dil le gayi teri bindiya
Haaye dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Mera dil hai Hindustan mein
O o o ... o o o
Arre tu le gaya meri neendiya
Haaye tu le gaya meri neendiya
Yaad aa gaya mujhko India
Bas ja mere ji jaan mein
Bas ja mere ji jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
O o o ... o o o
Hum dono Hindustani
Yeh apni prem kahani
Hum dono Hindustani
Yeh apni prem kahani
Ik duje ko de baithe
Hum dil o dilbarjani
Ik pyar bhari muskaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Arre tu le gaya meri neendiya
Haaye dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Joh baat hai tere dil mein
Woh baat hai mere dil mein
Joh baat hai tere dil mein
Woh baat hai mere dil mein
Honthon par aa na jaaye
Yeh baat bhari mehfil mein
Is baat ko rakhna dhyan mein
Bas ja mere ji jaan mein
Bas ja mere ji jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
O o o ... o o o
La la la ... la la la
O o o ... o o o
Naino se nain mila doon
Pardes mein desh dikha doon
Naino se nain mila doon
Pardes mein desh dikha doon
Qurbaan tere ho jaaon
Dil kya main jaan ganva doon
Teri chahat ke imtehaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Haaye tu le gaya meri neendiya
Yaad aa gaya mujhko India
Bas ja mere ji jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
O o o ... o o o
Arre dil le gayi teri bindiya
Haaye dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Main kahin bhi rahoon is jahaan mein
Mera dil hai Hindustan mein
O o o ... o o o
O o o ... o o o
Watch Video