Dil Ko Tumse Pyar Hua
Rehnaa Hai Terre Dil Mein
Lyrics
Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Chayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Chayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Kho gaya main khayalon mein
Ab neend bhi nahin aankhon mein
Karvatein bas badalta hoon
Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni
Har lamha kehta hai
Na jaane haal mera
Aaisa kyun rehta hai
Main diwana tera ban gaya jaane jaana
Main fasana tera ban gaya jaane jaana
Haseena gori gori churaye chori chori
Churaye dil chori chori chori chori
Dil ko tumse pyar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Aarzoo hai mere sapno ki
Baitha rahoon teri baahon mein
Sirf tu mujhe chahe ab
Itna asar ho meri aahon mein
Tu keh de haske toh
Todh doon main rasmon ko
Marke bhi na bhoolon
Main teri kasmon ko
Main toh aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tann mann sab hai mere liye
Kya haseen nazara, samaa hai pyara pyara
Gale lagale yaara yaara yaara yaara
Main bhi aashiq yaar hua
Pehli baar hua, tumse pyar hua
Chayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Chayi hai betaabi
Meri jaan kaho main kya karoon
Kya karoon, kya karoon, kya karoon
Watch Video