Dil Kare
All The Best
Lyrics
Jab chahe aasmaan pe seediyan laga loon
Do chaar taare todh daalon
Dariya mein doobun, doobe suraj ko nikaloon
Ghar ki deewaaron pe saja loon
Jab chahe aasmaan pe seediyan laga loon
Do chaar taare todh daalon
Dariya mein doobun, doobe suraj ko nikaloon
Ghar ki deewaaron pe saja loon
Dil kare joh bhi woh karta jaaon
Dil kare dil ki baaton mein aaon
Dil kare dil ki marzi se jee loon main
Jab chahe badal ki patang main bana loon
Oonche pahadon pe uda loon
Jitne bhi patte hai pedhon pe main gira doon
Unpe main pankhe latka doon
Dil kare joh bhi woh karta jaaon
Dil kare dil ki baaton mein aaon
Dil kare dil ki marzi se jee loon main
Raaton ko jugnu ki main roshni chura loonga
Bijli jayegi toh jaga loonga
Pholon mein kitne bhi hai rang main nikaloonga
Mann chaha paint kara doonga
Raaton ko jugnu ki main roshni chura loonga
Bijli jayegi toh jaga loonga
Pholon main kitne bhi hai rang main nikaloonga
Mann chaha paint kara doonga
Jab chahe main hawa pe raasta bana loon
Uspe main gaadiyan chala loon
Main toh mahine ke bhi din sau bana doon
Total main saal ka badha doon
Dil kare joh bhi woh karta jaaon
Dil kare dil ki baaton mein aaon
Dil kare dil ki marzi se jee loon main
Watch Video