Lyric4U
Dil Ka Kya

Metro In Dino

Watch Video
Lyrics
Dil ka kya, haan mere dil ka kya
Dil tera dil hai toh mera dil bhi dil hi hai na
Dil ka kya, haan mere dil ka kya
Jitna mera hai yeh haan utna tera bhi hai na
Pichle hi pal dekha tujhe, tu yahin tha
Agle hi pal dekha mudke, nahi tha
Hai paake bhi kyun na paaya tujhko, batana mujhko
Kaise tujh par marna hai yeh dikha de
Ya tu aaja tere bina jeena hi sikha de
Hai paake bhi kyun na paaya tujhko, batana mujhko
Dil ka kya, haan mere dil ka kya
Dil tera dil hai toh mera dil bhi dil hi hai na
Kyun tune chhoda hai, andar se toda
Bikhar sa gaya hoon kahin
Kismat ka maara, tujhe khoke haara
Thi mujh mein hi shayad kami
Rag-rag kyun roya main
Kyun khoya jeene ya marne ki har ik wajah toh
Mar-mar ke seene mein piroya hai
Paana hi paana hai tujhko
Pichle hi pal dekha tujhe, tu yahin tha
Agle hi pal dekha mudke, nahi tha
Hai paake bhi kyun na paaya tujhko, batana mujhko
Kaise tujh par marna hai yeh dikha de
Ya tu aaja tere bina jeena hi sikha de
Hai paake bhi kyun na paaya tujhko, batana mujhko
Haara haara, toota toota
Khud hi khud se chhuta chhuta
Dil hi dil se rootha rootha
Kahani hi meri khatam hai
Aise li hai tune jaan
Dil ka kya, haan mere dil ka kya
Dil tera dil hai toh mera dil bhi dil hi hai na
Dil ka kya, haan mere dil ka kya
Dil tera dil hai toh mera dil bhi dil hi hai na
Haan mere dil ka kya
Dil tera dil hai toh mera dil bhi dil hi hai na
Watch Video