Dil Ka Haal Sune Dilwala
Shree 420
Lyrics
Dil ka haal sune dilwala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Ajji dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Chhote se ghar mein gareeb ka beta
Main bhi hoon maa ke naseeb ka beta
Chhote se ghar mein gareeb ka beta
Main bhi hoon maa ke naseeb ka beta
Ranj-o-gham bachpan ke saathi
Aandhiyon mein jali jeevan baati
Bhookh ne hai bade pyar se paala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Haai karoon kya surat aisi
Gaathake pure chor ke jaisi
Haai karoon kya surat aisi
Gaathake pure chor ke jaisi
Chalta phirta jaan ke ek din
Bin dekhe pehchaan ke ek din
Baandhke le gaya policewala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Budhe daroga ne chashme se dekha
Budhe daroga ne chashme se dekha
Aage se dekha, peeche se dekha
Upar se dekha, neeche se dekha
Bola yeh kya kar baithe ghotala
Haai yeh kya kar baithe ghotala
Yeh toh hai thaanedar ka saala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Gham se abhi azaad nahi main
Kush magar abaad nahi main
Gham se abhi azaad nahi main
Kush magar abaad nahi main
Manzil mere paas khadi hai
Paanv mein lekin bedi padi hai
Taang adhata hai daulatawala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Sun lo magar yeh kisi se na kehna
Tinke ka leke sahara na behna
Sun lo magar yeh kisi se na kehna
Tinke ka leke sahara na behna
Bin mausam malhaar na gaana
Aadhi raat ko mat chilana
Varna pakad lega policewala
Dil ka haal sune dilwala
Seedhi si baat na mirch masala
Kehke rahega kehnewala
Dil ka haal sune dilwala
Watch Video