Lyric4U
Dil Hai Tumhara

Dil Hai Tumhara

Watch Video
Lyrics
Mastana mausam hai rangeen nazara
Dhadkan kya kehti hai samjho ishara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Mastana mausam hai rangeen nazara
Dhadkan kya kehti hai samjho ishara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Chori chori maine tumse pyar kiya hai ... maano o jaana
Tumne mujhko kitna bekarar kiya hai ... mushkil batana
Koi bhi toh na jaane hum kaise deewane huye
Duniya mein na koi tumse hai pyara
Dhadkan kya kehti hai samjho ishara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Ho chahat ka mausam hai jawan
Khoye khoye se hum yahan
Khwaabon mein main toh kho gayi
Deewani si main ho gayi
Lagta hai hoga nahi tum bin guzara
Dhadkan kya kehti hai samjho ishara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Mastana mausam hai rangeen nazara
Dhadkan kya kehti hai samjho ishara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Aaj se jaaneman dil hai tumhara
Dil hai tumhara ... dil hai tumhara
Dil hai tumhara ... dil hai tumhara
Dil hai tumhara
Watch Video