Lyric4U
Dil Garden Garden Ho Gaya

Kyaa Super Kool Hain Hum

Watch Video
Lyrics
Arre kachi kali tu hai main hoon bhanwra, bhanwra, bhanwra
Arre pad gaya hai mujhko dil ka daura, daura, daura
Gach maar maarke hai phatka
Khake yoon kamar ka jhatka kho gaya, gaya, gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dekha jabse tujhe hai jaani ho gaya main pani pani
Dil ka visarjan ho gaya
Re dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden garden garden
Pyar ka vaasta de gayi tu chain wain cheen ke
Dil mera naag sa nachta hai dekho bina been ke
Tune aise mujhe nichhoda ek boond bhi na chhoda
Khali bartan ho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Garden garden ... garden garden
Arre koi nahi tujhsi hi-fi, na hi, na fi
Arre ae Gucci mein nahake tu hai aayi, nahake hai aayi
Tune aisa kiya scratch
Dil yeh tujhse hi attach ho gaya, gaya, gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke tune aisi kari tabahi, yeh joh hai mera sipahi
Phir se attention ho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Ke dil garden garden ho gaya
Ke bhanwra bagiyan mein kho gaya
Watch Video