Dil Dil Dil Main Tere Pyar Mein
Aatish
Lyrics
Dil, dil, dil, dil
Main tere pyar mein khoya
Main saari raat na soya
Main kya karoon
Pyar, pyar, pyar, pyar
Mujhko tujhse hua hai
Dil yeh tujhpe fida hai
Main kya karoon
Dil, dil, dil, dil
Main tere pyar mein khoya
Main saari raat na soya
Main kya karoon
Pyar, pyar, pyar, pyar
Mujhko tujhse hua hai
Dil yeh tujhpe fida hai
Main kya karoon
Main khushboo hoon jaan-e-ada pyar ki
Mujhe kesuon mein chupa le
Main dhadkan hoon tere jawan husn ki
Mujhe apne dil mein basa le
Main khushboo hoon jaan-e-ada pyar ki
Mujhe kesuon mein chupa le
Main dhadkan hoon tere jawan husn ki
Mujhe apne dil mein basa le
Mili joh nazar hua woh asar
Kahin na mujhe chain aaya
O jaan-e-jigar, mere humsafar
Tujhe maine apna banaya
Dil, dil, dil, dil
Main tere pyar mein khoya
Main saari raat na soya
Main kya karoon
Pyar, pyar, pyar, pyar
Mujhko tujhse hua hai
Dil yeh tujhpe fida hai
Main kya karoon
Teri aashiqi jab se mujhko mili
Mehakne lagi zindagani
Labon se sanam aaja dil pe likhun
Mohabbat bhari main kahani
Teri aashiqi jab se mujhko mili
Mehakne lagi zindagani
Labon se sanam aaja dil pe likhun
Mohabbat bhari main kahani
Yeh awaargi, yeh deewangi
Yeh kya bekhudi mujh pe chaayi
Jahan bhi gaya, jahan bhi raha
Mujhko bas teri yaad aayi
Pyar, pyar, pyar, pyar
Mujhko tujhse hua hai
Dil yeh tujhpe fida hai
Main kya karoon
Dil, dil, dil, dil
Main tere pyar mein khoya
Main saari raat na soya
Main kya karoon
Watch Video