Dil Deewana Na Jaane Kab (Female)
Daag: The Fire
Lyrics
Dil deewana ho o o
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Bikhron aise aaj main in baahon se chhut ke
Haaye jaise farsh pe sheesha bikhre toot ke
Bikhron aise aaj main in baahon se chhut ke
Haaye jaise farsh pe sheesha bikhre toot ke
Tauba meri kya kar gayi
Aaye khayal haan main mar gayi
Ho kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Nayi bekhudi hai, nayi aag hai
Labon pe labon ka haseen daag hai
Meri jaan kaise nikalne lagi
Teri ik chhuan se pighalne lagi
Ho kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Meethi meethi yeh hawa, bheegi bheegi raat hai
Haaye badi dilnasheen apni mulaqat hai
Meethi meethi yeh hawa, bheegi bheegi raat hai
Haaye badi dilnasheen apni mulaqat hai
Yeh silsila yoon hi chale
Soja meri zulfon tale
Ho kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Dil deewana la la la
Tune aise dekha ke la la la
Tune aise
Watch Video