Dil Deewana Na Jaane Kab (Duet)
Daag: The Fire
Lyrics
Dil deewana ho o o
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
In lamhon mein dard hai, is mausam mein pyaas hai
Pehle pehle pyar ka yeh kaisa ehsaas hai
In lamhon mein dard hai, is mausam mein pyaas hai
Pehle pehle pyar ka yeh kaisa ehsaas hai
Har pal maza aane laga
Yeh kya nasha chhane laga
Kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Nayi bekhudi hai, nayi aag hai
Labon pe labon ka haseen daag hai
Meri jaan kaise nikalne lagi
Teri ik chhuan se pighalne lagi
Ho kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
In aankhon ko dekh ke, in honthon ko choom ke
Jeena hai ab saathiya pyar se yoon hi jhoom ke
In aankhon ko dekh ke, in honthon ko choom ke
Jeena hai ab saathiya pyar se yoon hi jhoom ke
Yeh fasla kyun hai sanam
Aa todh de sari kasam
Kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Kuch ho gaya, kuch ho gaya
Kuch ho gaya meri jaan
Dil deewana na jaane kab kho gaya
Tune aise dekha ke kuch ho gaya
Tune aise dekha
Watch Video