Dil Deewana Dhoondta Hai
Ek Rishtaa
Lyrics
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Kaun hai woh, kaun hai main janta nahi
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Paas aayegi ek din woh
Pyar layegi ek din woh
Uske maathe ko choom lunga
Uski baahon mein jhoom lunga
Uski aankhon ka main ek haseen khwaab hoon
Usse milne ko main kitna betaab hoon
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Kaun hai woh, kaun hai main janta nahi
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladki
Kya bataun woh hai kaisa
Woh deewana khoob hai
Sari duniya se juda
Woh mera mehboob hai
Chhedta khwaabon mein aake
Woh bada hai manchala
Main usse hasil karungi
Yeh hai mera faisla
Kaun hai woh, kaun hai main janti nahi
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladka
Dil deewana dhoondta hai ek haseen ladka
Haseena bata tera kya naam hai
Mere naam se tujhko kya kaam hai
O maghroor ladki zara dheere chal
Ae gustakh tu apna rasta badal
Yoon aankhen na dikha tu
Yoon baatein na bana tu
Maanegi tu na aise
Dekhe hai tere jaise
Tu nashe mein choor hai
Mujhko aisa lag raha hai tu badi majboor hai
Kaun hai tu, kaun hai tu main janta nahi
Hey hey hey ... la la la ... ek haseen ladki
La la la ... la la la ... ek haseen ladka
Watch Video