Dhoop Mein Nikla Na Karo
Geraftaar
Lyrics
Dhoop mein nikla na karo roop ki rani
Gora rang kaala na pad jaaye
Dhoop mein nikla na karo roop ki rani
Gora rang kaala na pad jaaye
Mast mast aankhon se chhalkao na madira
Madhushala mein taala na pad jaaye
Dhoop mein nikla na karo roop ki rani
Gora rang kaala na pad jaaye
Tum joh thak gayi ho toh baahon mein utha le
Tum joh thak gayi ho toh baahon mein utha le
Hukm do humein toh abhi paalki la de
Panth hai pathrila, paidal na chalo tum
Panth hai pathrila, paidal na chalo tum
Kahin paanv mein chhala na pad jaaye
Dhoop mein nikla na karo roop ki rani
Gora rang kaala na pad jaaye
Dhoop ho ya chhanv sajan main toh aaungi
Dhoop ho ya chhanv sajan main toh aaungi
Tumse milne aag pe bhi chalke jaaungi
Ek pal bhi tanha tumhe chhodun toh kaise
Ek pal bhi tanha tumhe chhodun toh kaise
Kisi sautan se paala na pad jaaye
Dhoop mein nikla na karo roop ki rani
Gora rang kaala na pad jaaye
Mast mast aankhon se chhalkao na madira
Madhushala mein taala na pad jaaye
Watch Video