Dheere Dheere
Kalyug
Lyrics
Dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaaye
Ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaaye
Har taraf yahan madhoshiyan
Phir bhi dil mein manzar hai pyaas ka
Dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaaye
Ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaaye
Har taraf yahan madhoshiyan
Phir bhi dil mein manzar hai pyaas ka
Kabhi khushi hai, kabhi koi gham
Kabhi haseen hai, aankhen kabhi nam
Jiyo haske yaaron ke jiyo
Jeena padta hai har mausam
Bekhudi mastiyan sab yahan hai
Le maza inka tu jaanam
Har taraf yahan madhoshiyan
Phir bhi dil mein manzar hai pyaas ka
Dheere dheere chori chori jab bhi andhera chaaye
Ek tanha sa chand nikalkar sab roshan kar jaaye
Har taraf yahan madhoshiyan
Phir bhi dil mein manzar hai pyaas ka
Kabhi laga kash, kabhi laga dum
Dhoond le apna koi humdum
Kaun kehta hai tanha raho
Acha hota nahi tanhapan
Pyaas hai, jaam hai, saakiyan hai

Watch Video