Dhal Jaun Main
Rustom
Lyrics
Tere bina jeena kya
Tere bina jeena kyun
Tere bina jeena kya
Tere bina jeena kyun
Tujhe kaise bataun yaara
Tere bin mujhpe kya guzre
Woh zindagi hai hi nahi
Joh tujhse judaa guzre
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara, yaara
Kahin se bhi chaloon main
Kahin se guzroon main
Tujhi se aa miloon main yaara
Zara sa sarphira hoon
Zara sa bawra hoon
Jaisa bhi hoon tera hoon yaara
Teri palkon tale meri saans chale
Meri saans chale tere dum se
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara, yaara
Tu kagazon pe dil ke
Likha hua hai tab se
Duniya mein hoon main jabse yaara
Tu mera ho chuka hai
Dil phir bhi maangta hai
Har lamha tujhko rab se yaara
Mera tere sivah koi aur nahi
Tu na hona khafa kabhi mujhse
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara
Dhal jaun main tujh mein
Ghul jaun main tujh mein
Mil jaun main tujh mein yaara, yaara
Watch Video