Lyric4U
Dhadkane Saansein Jawani

Beta

Watch Video
Lyrics
Dhadkane saansein jawani zindagani aapki

Aapne chaha humein yeh meherbani aapki

Chain mil jaye joh aap dil se mera naam le
Aap chahe toh meri chahat ki kashti thaam le

Hai meri chahat ke darya mein hai rawani aapki
Hai meri chahat ke darya mein hai rawani aapki
Aapne chaha humein yeh meherbani aapki
Dhadkane saansein jawani zindagani aapki
Aapke hi pyar se hai manzilon ki dastan
Aapke dum se sitare, aapse hai aasmaan
Aapke hi pyar se hai manzilon ki dastan
Aapke dum se sitare, aapse hai aasmaan
Zare zare mein hai humdam, hai kahani aapki