Dekhte Dekhte
Humko Deewana Kar Gaye
Lyrics
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Chahaton ke safar mein pata na chala
Chahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Chahaton ke safar mein pata na chala
Chahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
O thandi thandi hawaon mein koi
Ho garam shola pirone laga hai
Pyar ki barf se
Jism-o-jaan ko bhigone laga hai
Do dilon ke ehsaas ka
Yeh toh mausam hai pyaas ka
Sochte sochte hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Chahaton ke safar mein pata na chala
Chahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
O tune chaaha humein jaan-e-jaana
Yeh toh deewangi ka sila hai
Lag raha kyun humein
Aaj humko zamana mila hai
Aisi baatein karte raho
Yoon hi humpe marte raho
Humsafar humsafar hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Chahaton ke safar mein pata na chala
Chahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaaneman ishq mein kya se kya ho gaye
Chahaton ke safar mein pata na chala
Chahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Watch Video