Deewana Mujhe Kar Gaya
Khuda Gawah
Lyrics
Meri fariyaad tu
Khuda ke baad tu
O mere badshah khuda iska gawah
Main vapas aaonga, yeh vaada hai tera
Mukhar sakta nahi, tu mar sakta nahi
Yeh vaada todkar, mujhe yoon chhodkar
Agar tu jaayega toh hoga bewafa
Tu kat sakta nahi kisi talwar se
Tu ruk sakta nahi kisi deewar se
Utar maidan mein, nikal toofan mein
Yeh teri jung hai, lahu toh rang hai
Yeh beh jaaye toh kya, yeh reh jaaye toh kya
Karishma woh dikha kahe sab marhaba
Rahe tu na rahe magar duniya kahe
Rahe tu na rahe magar duniya kahe
Hazaron se lada akela badshah
Akela badshah, akela badshah, akela badshah
Deewana mujhe kar gaya haaye re jaana tera
Hoga kab aana tera
Deewana mujhe kar gaya haaye re jaana tera
Hoga kab aana tera
O mujhe le aayi hai, mujhe le aayi hai
Yaad teri aa gaya, dekh deewana tera
Tu na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
Tu na ja mere badshah
Ek vaade ke liye, ek vaada tod ke
Yeh vaada hai mera
Yeh vaada hai mera
Main agar mar bhi gaya toh bhi vapas aaonga
Watch Video