Lyric4U
Deewana Leke Aaya Hai

Mere Jeevan Saathi (1972)

Watch Video
Lyrics
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Aaj ka din hai kitna suhana, jhoom raha pyar mera
Poori ho dil ki sari muraadein, khush rahe yaar mera
Ho ho chaand sa jeevan saathi mubarak, jeevan mein aana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Apne bhi hai kuch khwaab adhoore, kaun ab giney kitne haaye
Sach toh yeh hai mere dost ke sapne bhi hai mere apne
Ho ho uski khushi ab meri khushi hai, ae dil-e-deewana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Dekho kahin yaaron thukra na dena mera nazrana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Deewana leke aaya hai dil ka tarana
Watch Video