Chura Liya Hai Tumne
Chura Liyaa Hai Tumne
Lyrics
Aankhon se kajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
Aankhon se kajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Aankhon se kajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
O jaana yeh kya kiya tumne
O jaana yeh kya kiya tumne
Aankhon se kajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
Zikr tera hawaon se jab bhi kiya karte hai
Yaadon mein teri khushboo ka hum maza liya karte hai
Palkon se neendon ki tarah
Neendon se khwaabon ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai
Chura liya hai
Chura liya hai ... chura liya
Aksar yeh sunte the hum ishq toh hai deewanapan
Tum se milke jaan gaye sach kehte the log sanam
Hothon se hasi ki tarah
Hasi se khushi ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
O jaana yeh kya kiya tumne
O jaana yeh kya kiya tumne
Chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
Chura liya hai tumne ... chura liya
Watch Video