Lyric4U
Chupke Chupke Raat Din

Nikaah

Watch Video
Lyrics
Chupke chupke raat din aansun bahana yaad hai

Humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai

Kheench le na woh mera parde ka kona daffatan

Aur dupatte se tera woh munh chupana yaad hai
Humko ab tak aashiqui ka woh zamana yaad hai
Chupke chupke raat din aansun bahana yaad hai
Dopehar ki dhoop mein mere bulane ke liye

Woh tera kothe pe nange paanv aana yaad hai