Chugliyaan
Once Upon A Time In Mumbaai Dobara
Lyrics
Yaar mera mera
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Mujhse kho gaye haan
Mujhse kho gaye ho tum
Teri yaadon mein haan
Teri yaadon mein main ghum
Haste mujh pe din mere
Raatein hi hain joh karti hain chugliyaan
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
O yaara tere naal aye aakhiyan lagiyaan
Ki aaisiyaan sachiyaan mohabbataan pakiyaan
Ki mere peeche ishq payan
Hai dil mera thirak gaya
O yaara tere naal aye aakhiyan lagiyaan
Ki aaisiyaan sachiyaan mohabbataan pakiyaan
Ki mere peeche ishq payan
Hai dil mera thirak gaya
Khwab dekhe tere
Jaage jaage maine
Neendon pe pehra hai tera
Raat kaatein taare
Ginte hue saare
Chaand mein chehra hai tera
Raaton ki sazaa ho
Subah ka nasha ho tum
Teri yaad mein haan
Teri yaad mein main ghum
Haste mujh pe din mere
Raatein hi hain joh karti hain chugliyaan
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Ho ... karenge bahane
Milne ke saare
Par ab miloge tum kahan
Aayenge chhu ke
Ghar ko tumhaare
Aur hum jalenge khaam-a-kha
Saanson mein ghula ho
Pyar ka dhuan ho tum
Teri yaadon mein haan
Teri yaadon mein main ghum
Haste mujh pe din mere
Raatein hi hain joh karti hain chugliyaan
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
Mera yaar yaar mujh mein
Mera pyar pyar tujh mein
O yaara tere naal aye aakhiyan lagiyaan
Ki aaisiyaan sachiyaan mohabbataan pakiyaan
Ki mere peeche ishq payan
Hai dil mera thirak gaya
O yaara tere naal aye aakhiyan lagiyaan
Ki aaisiyaan sachiyaan mohabbataan pakiyaan
Ki mere peeche ishq payan
Hai dil mera thirak gaya
Tu rul bhaave jaan maang le
Ya rang vich rang le
Tu ishqdiyaan tu udh naal rang le
Ki mere peeche ishq payan
Hai dil mera thirak gaya
Watch Video