Choti Si Mulaqat Pyar Ban Gayi
Chhoti Si Mulaqat
Lyrics
Choti si mulaqat pyar ban gayi
Pyar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Choti si mulaqat pyar ban gayi
Pyar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Baankpan tera pyar ki ada
Hosh le gayi sarkar ki ada
Baankpan tera pyar ki ada
Hosh le gayi sarkar ki ada
Sarkar ki ada dildar ban gayi
Dildar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Choti si mulaqat pyar ban gayi
Pyar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Aage badh chuke manzilo se hum
Peeche reh gaye chand ke kadam
Aage badh chuke manzilo se hum
Peeche reh gaye chand ke kadam
Raat yeh suhani bahaar ban gayi
Bahaar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Choti si mulaqat pyar ban gayi
Pyar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Tum ho baahon mein dil ki raah mein
Tum khayal mein tum nigaah mein
Tum ho baahon mein dil ki raah mein
Tum khayal mein tum nigaah mein
Jab jhuki nazar ikraar ban gayi
Ikraar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Choti si mulaqat pyar ban gayi
Pyar banke gale ka haar ban gayi
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Ya ya yippi yippi ya ya ya
Watch Video