Lyric4U
Chori Pe Chori

Saathiya

Watch Video
Lyrics
Tauba tauba ... tauba tauba tau
Tauba tauba ... tauba tauba tau
Chori chori ... here's my story
Chori chori ... here's my story
I wanna break free babe
I really wanna wanna wanna know
I really wanna wanna wanna be
I really wanna wanna wanna know
Ch ch ch ch ch chori
Chori pe chori, chori pe chori
Ek dacoiti aur seena zori
Chori pe chori, chori pe chori
Ek dacoiti aur seena zori
I really wanna wanna wanna know
I really wanna wanna wanna be
Chori pe chori, chori pe chori
Haath pakadke ungli marodi
Tauba tauba tauba
Yaar meri tauba
Tauba tauba tauba
Yeh toh nahi hoga
Hey chori pe chori, chori pe chori
Katthe ki chutki, chune ki bori
Jhoothi jahaan ki, aafat hai jaan ki
Ek dacoiti aur seena zori
Tauba tauba tauba
Yaar meri tauba
Tauba tauba tauba
Yeh toh nahi hoga
Chori chori ... here's my story
Chori chori ... here's my story
Doston pyar vyar todne ki baat bhi
Purani ho gayi ... you know
Raat raat bhar ka intezar bhi
Kahani ho gayi ... you know
Dil ka jalte rehna dost
Ab toh zindagani ho gayi
Ek raat milne ki
Baaki sulagne ki
Saavan nahi hai kahin
Do teen lehrein hai
Baaki samandar hai
Saahil nahi hai kahin
Hum do, do gaz ki kashti
Meelon samandar hai
Doob doob ke jaana hoga
Meelon samandar hai wahan
Chori pe chori, chori pe chori
Seena zori, seena zori
You can take it down
You can take all around
Make me smile and make me frown
Girl you got it going on
Girl you got it going on
I really wanna wanna wanna know
I really wanna wanna wanna be
I really wanna wanna wanna know
Ch ch ch ch ch chori
Doston ek khayal ke bagal mein
Kaise saari zindagi guzaar dein
Hey bane toh hum tere
Khayal ko libaas ki tarah utaar dein
Ishq vishq ka khumaar bhi
Utaar dijiye zara
Jaane bhi do yaar
Kaise nibhegi
Kaise guzaar hoga
Yeh aainvai ke phere
Yeh aainvai ke chakkar
Pyar bhanwar hoga
Hum do, do gaz ki kashti
Meelon samandar hai
Doob doob ke jaana hoga
Meelon samandar hai wahan
Hey chori pe chori, chori pe chori
Katthe ki chutki, chune ki bori
Jhoothi jahaan ki, aafat hai jaan ki
Ek dacoiti aur seena zori
Tauba tauba tauba
Yaar meri tauba
Tauba tauba tauba
Yeh toh nahi hoga
Watch Video