Lyric4U
Chookar Mere Mann Ko

Yaarana (1981)

Watch Video
Lyrics
Chookar mere mann ko kiya tune kya ishara

Badla yeh mausam, lage pyara jag sara

Tu joh kahe jeevan bhar tere liye main gaaon
Tere liye main gaaon
Geet tere bolo pe likhta chala jaaon
Likhta chala jaaon
Mere geeton mein tujhe dhoondhe jag sara
Chookar mere mann ko kiya tune kya ishara
Badla yeh mausam, lage pyara jag sara
Chookar mere mann ko kiya tune kya ishara
Aaja tera aanchal yeh pyar se main bhar doon
Pyar se main bhar doon
Khushiyan jahaan bhar ki tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan, tu hi jeene ka sahara