Lyric4U
Chokra Jawaan

Ishaqzaade

Watch Video
Lyrics
Hua chokra jawaan re
Hua chokra jawaan re
Hey hey ... hey hey... hey hey
Arre chooza choo-choo karta hai galiyon aur chaubaro mein
Phenka-phaaki karta phire tu toh apne yaaron mein
Aye phenka-phaaki kuch nahi sach baat joh bayaan ki
Dahaad hai jawaan ki, mardangi mastaan ki
Ab tu bhi maan le, naino ke jaam de
O aaja re, aaja re, aaja re, aaja re aaja
Hua chokra jawaan re, jawaan re, jawaan re
Hua chokra jawaan re
Hua chokra jawaan re
Hoye ... hoye ... hoye
Hoye ... hoye ... hoye
Mere munna, baat sun na
Yeh jawaani nahi koi khilona
Pehle jao, seekh ke aao
Pyaase naino ki pyaas ko bhujana
Tabhi toh, tabhi toh, tabhi toh, tabhi toh hoga
Muaa chokra jawaan re ... hoye hoye
Muaa chokra jawaan re ... aye aye
Oh chand baby ... oye
Joh chance degi ... kyun doon
Pyaas kya hai main bhookh bhi mita doon
O hum hai seekhe aur sikhaye
Nain kya hai, poore tann ko main bhiga doon
O naa ja re, aaja re, aaja re, aaja re aa aa
Hua chokra jawaan re
Hua chokra jawaan re
Chokra jawaan hoon main, lais hoon jawaani se
Bore ho gayi hoon main teri lantarani se
Aye joh thaam le kaliyan ussi ko jawaan maanu main
O din dahade tujhko tujhi se aa chura loon main
Chal chal bahut dekhe hai
Danke ki chot pe, re seena thok ke
Aaja re, aaja re, aaja re, aaja re aaja
Hua chokra jawaan re, jawaan re, jawaan re
Kya gaata hai, kya gaata hai
Hey hey hey ... ho
Hey hey ... hey hey ... hey hey ... hey hey
O chooza choo-choo karta hai
Dahaad hai jawaan ki
Arre phenka-phaaki karta hai
Ho mardangi mastaan ki
Karne pe joh aaun, sagar main barsaon
Baaton ke badshah barsake toh dikha
Beh jaayegi deewani teri mast jawaani
Bhadkegi chingari, laptegi chingari
Haaye teri yeh ada, main ho gaya fida
Joh tu sach main jawaan, na hona mujhse juda
Main fida, fida, fida
Na hona mujhse tu juda
Ho main fida, fida, fida
Na hona mujhse tu juda
Ho main fida, main fida
Na hona mujhse juda
Ho main fida, main fida
Na hona mujhse juda
Ho main fida, main fida, main fida, main fida, main fida
Aaja, aaja re aaja
Hua chokra jawaan re ... jawaan re
Hua chokra jawaan re ... oye hoye
Hua chokra jawaan re
Jawaan re chokra, jawaan re, jawaan re, jawaan re
Jawaan, jawaan re
Watch Video