Lyric4U
Chocolate Lime Juice

Hum Aapke Hain Koun

Watch Video
Lyrics
Chocolate, lime juice, ice cream, toffeeyan
Pehle jaise ab mere shauk hai kahan
Gudiya khilone meri saheliyan
Ab mujhe lagti hai sari paheliyan
Yeh kaun sa modh hai umrr ka
Chocolate, lime juice, ice cream, toffeeyan
Pehle jaise ab mere shauk hai kahan
Gudiya khilone meri saheliyan
Ab mujhe lagti hai sari paheliyan
Yeh kaun sa modh hai umrr ka
Yeh kaisa deewanapan hai
Kya jaanu, main kya jaanu
Mushkil ho gaya khud ko
Kaise pehchaanu, main pehchaanu
Din katta hai katte na ratiya
Kisse kahoon main yeh sari batiya
Gudiya khilone meri saheliyan
Ab mujhe lagti hai sari paheliyan
Yeh kaun sa modh hai umrr ka
La la la ... la la la ... la la la
Hmm hmm hmm ... o o o ... la la la
Mann mein tarange uthne lagi hai
Yeh kaisi, yeh kaisi
Ab jaisi hoon pehle nahi thi
Main aaisi, main aaisi
Khilne lagi hai raaho mein kaliyan
Ankhiya dhoonde sapno ki galiyan
Gudiya khilone meri saheliyan
Ab mujhe lagti hai sari paheliyan
Yeh kaun sa modh hai umrr ka
Yeh kaun sa modh hai umrr ka
Watch Video