Chhuda Ke Daaman
Imtihaan
Lyrics
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Thehre kyun do kadam pe jaake
Do kadam pe jaake
Khabar hai mujhko hai pyar tujhko
Thehre kyun yoon nazar milake
Yoon nazar milake
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Thehre kyun do kadam pe jaake
Do kadam pe jaake
Khabar hai mujhko hai pyar tujhko
Khabar hai mujhko hai pyar tujhko
Thehre kyun yoon nazar milake
Yoon nazar milake
Nazar milana bhi ek ada hai
Nazar jhukana bhi ek ada hai
Yeh baat sach hai kisi se poocho
Nazar churana bhi ek ada hai
Hai udhar nahi kuch, udhar na dekho
Idhar hai woh dil joh tujhko chahe
Bahut haseen hai tumhara gussa
Humein toh ispe bhi pyar aaye
Tumhari aankhon ne kya kaha hai
Tumhari aankhon ne kya kaha hai
Poocho tum yeh kareeb aake
Aye yeh kareeb aake
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Thehre kyun do kadam pe jaake
Do kadam pe jaake
Ajeeb haalat hai aaj apni
Har ek tamanna machal rahi hai
Kyun aaj mujhko yeh lag raha hai
Ke dil ki dhadkan badal rahi hai
Hai aashiqana mizaaz apna
Kaho tumhara mizaaz kya hai
Agar kaho tum toh main bata doon
Chupa joh dil mein woh raaz kya hai
Main chahti hoon ke tumko rakh loon
Main chahti hoon ke tumko rakh loon
Apni har saans mein chupake
Saans mein chupake
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Chhuda ke daaman toh ja rahe ho
Thehre kyun do kadam pe jaake
Do kadam pe jaake
Khabar hai mujhko hai pyar tujhko
Khabar hai mujhko hai pyar tujhko
Thehre kyun yoon nazar milake
Yoon nazar milake
Watch Video