Character Dheela
Ready
Lyrics
Kudiyon ka nasha pyare
Nasha sabse nasheela hai
Jise dekho yahan woh
Husn ki baarish mein geela hai
Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala character dheela hai
Ho main karoon toh saala character dheela hai
Ladko ka nasha pyare

Like it ... like it!
Hai simple sa yeh formula
Hai love ka funda khokhla
Bujhe bas pyaas toh yeh dil
Cool cool cool cool rehta hai
Kisi ka haath thaam ke
Hai de kyun vaade naam ke
Haan love you forever koi
Fool fool fool fool kehta hai
Isse pee loon se hai matlab
Joh yovan santreela hai
Fark padta hai kya baahon mein
Munni hai ya Sheela hai
Ishak ke naam pe karte
Sabhi ab raas leela hai
Main karoon toh saala character dheela hai
Ho main karoon toh saala character dheela hai
(Rap verse)
Yeh charcha Facebook pe hai
Mazaa bas ek look mein hai
Haseen chehre ka kaun deedar
Baar baar baar karta hai
Joh dil ka photo frame ho
Wahan photo kyun same ho
Calendar ki tarah usse
Roz roz roz change karta hai
Kamar patli ho jitni bhi
Mazaa utna nasheela hai
Chalega joh bhi hai aankhon ka rang
Kala ya neela hai

Watch Video