Char Baje Baagon Mein
Taqdeerwala
Lyrics
Char baje baagon mein
Paanch baje yaadon mein
Saath baje khwaabon mein aana
Aath baje galiyon mein
Nau baje kamre mein
Das baje vapas jaana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Char baje baagon mein
Paanch baje yaadon mein
Saath baje khwaabon mein aana
Aath baje galiyon mein
Nau baje kamre mein
Das baje vapas jaana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Na baba na na na, na baba
Main bhala, main bhala bharosa tujhpe karoon
Aur kahin baagon se le jayega
Phool mere judhe mein mehakayega
Khwaabon mein, meri jaan yaadon mein, aa jaana
Na kabhi, na kabhi kehna sanam
Hoke juda tujhse na reh paunga
Dard judaai ka na seh paunga
Jaane de jaane de bhanwre deewane, na aisi tu baatein bana
Aane de aane de baahon mein aane de, aise na dil ko jala
Char baje baagon mein
Paanch baje yaadon mein
Saath baje khwaabon mein aana
Aath baje galiyon mein
Nau baje kamre mein
Das baje vapas jaana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Dekhega koi toh dekhega
Aaungi aaungi joh kabhi teri gali
Hongi badi duniya mein ruswaiyan
Phir na bajegi ghar mein shehnaiyan
Hona hai, yahan joh hona hai
Hoga woh honi toh kabhi na tale tali
Jaan-e-ada kamre chup jayenge
Aur kisi ko na nazar aayenge
Lana hai mujhko joh kamre mein raja tu sehra sajake tu aa
Jaane tamanna zara poochke apne ghar walo se toh bata
Char baje baagon mein
Paanch baje yaadon mein
Saath baje khwaabon mein aana
Aath baje galiyon mein
Nau baje kamre mein
Das baje vapas jaana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Kaise kahan se hai mujhe aana
Yaar zara rasta batana
Watch Video