Chamiya
Dulhan Hum Le Jayenge
Lyrics
Aisa ho jayega maine socha nahi
Dil yeh kho jayega maine jaana nahi
Tum ho mere sanam bhool jaana nahi
Tumko meri kasam door jaana nahi
Aa aa chamiya ... aa aa
Le gayi le gayi, oye le gayi le gayi
Le gayi le gayi, oye le gayi le gayi
Le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Oye le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Arre atke jhatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Arre atke jhatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
Oye le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
Atke jhatke maar maarke aaja keh gaya ... chaila
Le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
Tera mera charcha hai
Chhap gaya parcha hai
Tera mera charcha hai
Chhap gaya parcha hai
Teri meri shaadi ka na kharcha hai
Charchon se darna kya
Parchon ka karna kya
Shaadi ke bina jeena marna kya
Arre hatke phatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Arre atke jhatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
O chamiya!
Heere moti launga
Tujhko sajaunga
Heere moti launga
Tujhko sajaunga
Tere liye bangla banaunga
Bangle ka kya karna hai
Tere dil mein rehna hai
Saajan mere tu hi mera gehna hai
Arre latke jhatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
Oye le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Arre atke jhatke maar maarke aaja keh gayi ... chamiya
Le gaya le gaya le gaya le gaya dil le gaya
Dekho mera chaila mera dil le gaya
Oye le gayi le gayi le gayi le gayi dil le gayi
Dekho meri chamiya mera dil le gayi
Oye chamiya!
Watch Video