Chalo Tumko Lekar Chale
Jism
Lyrics
Chalo tumko lekar chale
Hum un fizaon mein
Jahan meetha nasha
Hai taaron ki chaaon mein
Chalo tumko lekar chale
Hum un fizaon mein
Jahan meetha nasha
Hai taaron ki chaaon mein
Chalo tumko lekar chale
Hum un fizaon mein
Gaati sarsarati
In hawaon sang aao
Paas mere aao na
Sapno ka safar hai
Mere dil ka yeh bhanwar hai
Is mein doob jao na
Zara sa lamha chupa tha
Ab mil gaya
Jahan meetha nasha
Hai taaron ki chaaon mein
Chalo tumko lekar chale
Hum un fizaon mein
Madham roshni hai
Aur chanchal chandni hai
Chale aao na
Shabnam si chuban hai
Aur mehka sa milan hai
Door jao na
Suhana sapna tumhara
Sach ho gaya
Jahan meetha nasha
Hai taaron ki chaaon mein
Chalo tumko lekar chale
Hum un fizaon mein
Jahan meetha nasha
Hai taaron ki chaaon mein
Watch Video